Текст песни A. R. Rahman – Jai Ho

Jai Ho текст песни
A. R. Rahman


Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho
(Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho, Jai Ho) - 2
Jai Ho.., Jai Ho.., Jai Ho.., Jai Ho..

Ratti Ratti Sachi Maine Jaan Gavayi Hai
Nach Nach Koylo Pe Raat Bitayi Hai
Akhiyon Ki Neend Maine Phoonko Se Uda Di
Neele Tare Se Maine Ungli Jalayi Hai
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho

Jai Ho.., Jai Ho.., Jai Ho.., Jai Ho..
Chakh Le, Ha Chakh Le, Ye Raat Shahad Hai.. Chakh Le
Rakh Le, Ha Dil Hai, Dil Aakhri Had Hai.. Rakh Le
Kala Kala Kajal Tera Koi Kala Jadoo Hai Na
Kala Kala Kajal Tera Koi Kala Jadoo Hai Na
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale, Jai Ho, Jai Ho
Jai Ho.., Jai Ho.., Jai Ho.., Jai Ho..

Kab Se, Ha Kab Se Tu Lab Pe Ruki Hai.. Kah De
Kah De, Ha Kah De Ab Aankh Jhuki Hai.. Kah De
Aisi Aisi Roshan Aankhe Roshan Dono Bhi Hai Hai Kya
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho
Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho